Roman script

--male--

(kyoon khanke teri choodi

kyoon chamke teri bindiya) - 2

kyoon chhanke teri paayal

kyoon khanke tera kangana

--female--

meri choodi, meri bindiya - 2

meri paayal kangana

arre apne hosh gawa baithe hai

jab se mile ho tum sajna

--male--

oh, kyoon khanke teri choodi

kyoon chamke teri bindiya

ho, jawaani mein aisa hota hai gori

khanakta hai kangana, bajti hai choodi

--female--

mohabbat na samjhe, kaisa hai anari

mohabbat nahin to kaisi jawaani

--male--

rab ne banaayi hai jodi hamaari

--female--

meri choodi, arre meri bindiya

meri choodi, meri bindiya

meri paayal kangana

apne hosh gawa baithe hai

jab se mile ho tum sajna

--male--

kyoon khanke teri choodi

kyoon chamke teri bindiya

ho, main na mila to kaise jeeyogi

apni mohabbat kisko kahogi

kal jo bhi hoga kisko khabar hai

zara soch tanha kaise rahogi

kaise rahogi

--female--

main to mar jaaoongi, kuch kar jaaoongi - 2

tune saath jo mera chhod a - 2

--male--

ho mera sab kuch tere sadke

haan mera sab kuch tere sadke

sun le dilbar jaani

arre apni jaan gawa doonga

main tujhpe o deewani, haan!

kyoon khanke teri choodi

kyoon chamke teri bindiya

kyoon chhanke teri paayal

kyoon khanke tera kangana

--female--

arre meri choodi, meri bindiya

meri choodi, meri bindiya

meri paayal kangana

apne hosh gawa baithe hai

jab se mile ho tum sajna

--male--

kyoon khanke teri choodi

kyoon chamke teri bindiya

Explore this song