Roman script

chupke se aaye, sabke darmiyan

sirf main janu, tu hai kahan kahan

chupke se aaye, sabke darmiyan

sirf main janu, tu hai kahan kahan

hawa wo, sur wo, geet wo, aawaaz wo

narmi, garmi, aahat, ya saaz wo

kyun chhod gaye raste

kabhi saath chale the jinpe

hawa wo, sur wo, geet wo, aawaaz wo

narmi, garmi, aahat, ya saaz wo

aahat sunu, tumko dekhu

jab dekh lu, kya main kahu

honth khule, juba kund ho

lafjo ki khoj mein, main gum rahu

kyun chhod gaye raste

kabhi saath chale the jinpe

kyun chhod gaye raste

kabhi saath chale the jinpe

kyun chhod gaye raste

ye ghadiyo ki saajish hai, ke aap aaye na

ye meri gujaarish hai, aaye to jaaye na

Explore this song