Roman script

kyonki itna pyar tumko karte hain ham

kya jan loge hamari sanam

kyonki itna pyar tumko karte hain ham

kyonki itna pyar tumko karte hain ham 

kya jan loge hamari sanam

kyonki itna pyar tumko karte hain ham

kya jan loge hamari sanam

kyonki itna pyar tumko karte hain ham

hamare dil ki tum thodi si kadar kar lo

ham tumpe marte hain thodi si fikar kar lo

fikar kar lo

kyonki itna pyar tumko karte hain ham

kya jan loge hamari sanam

kyonki itna pyar tumko karte hain ham

tune o jana deewana kiya hain 

deewana kiya iss kadar, deewana kiya iss kadar  

chahat me teri bhulaya jahan ko

na dil ko kisiki khabar, na dil ko kisiki khabar  

rago me mohabbat ka ehsas jara bhar lo

ham tumpe marte hain thodi si fikar kar lo, 

fikar kar lo

kyonki itna pyar tumko karte hain ham

kya jan loge hamari sanam

kyonki itna pyar tumko karte hain ham

tumse hain saanse tumse hain dhadkan 

tumhi se hain deewangi, tumhi se hain deewangi 

rab ne hame di hain jane tamanna 

tumhare liye jindagi, tumhare liye jindagi 

vada sang jine ka tum jane jigar kar lo

ham tumpe marte hain thodi si fikar kar lo, fikar kar lo

kyonki itna pyar tumko karte hain ham

kya jan loge hamari sanam

kyonki itna pyar tumko karte hain ham

kya jan loge kya jan loge

kya jan loge kya jan loge

hamari sanam

Explore this song