Roman script

kyu khel preet ka kheli

main rah gayi akeli

balam mere beli

tu aa mil, ji udas hai

kyu khel preet ka kheli

main rah gayi akeli

balam mere beli

tu aa mil, ji udas hai

do din ka wada kar gaye gujare kayi mahine

yaad teri hai aisi bairan deti nahi hai jeene

waah re balma

tune aankhe pheri o sajna

o tune aankhe pheri o sajna

jaanwaro ne li li

main rah gayi akeli

tu aa mil, ji udas hai

kyu khel preet ka kheli

main rah gayi akeli

balam mere beli

tu aa mil, ji udas hai

ek ghadi bhi sukh na dekha 

tum sang nain mila ke

tut gaye sab sapne mere baithi hu chain gawa ke

waah ri kismat

deti hai wasta tujhko bairiya

o deti hai wasta tujhko bairiya

ulfat nayi naveli

main rah gayi akeli

tu aa mil, ji udas hai

kyu khel preet ka kheli

main rah gayi akeli

balam mere beli

tu aa mil, ji udas hai

Explore this song