Roman script

kyo ki itna pyar tumko karte hain ham

kyo ki itna pyar tumko karte hain ham

kya jaan loge hamari sanam

kyon ki itna pyar tumko karte hain ham

kya jaanoge hamari sanam

kyo ki itna pyar tumko karte hain ham

hamare dil ki tum thodi si kadar karlo

ham tum pe marte hain thodi si fikar kar lo 

fikar karlo

kyo ki itna pyar tumko karte hain ham

kya jaan loge hamari sanam

kyo ki itna pyar tumko karte hain ham maya

tune oh jana deewana kiya hai

deewana kiya iss kadar deewana kiya iss kadar 

chahat me teri bhulaya jahan ko 

na dil ko kisi ki kahbar na dil ko kisi ki khabar  

rago me mohabbat ka ehsas zara bhar lo

ham tum pe marte hain thodi si fikar kar lo 

fikar karlo

kyo ki itna pyar tumko karte hain ham

tumse hain sanse tumhi se hai dhadkan 

tumhi se hai dewangi tumhi se hai dewangi  

rab ne hume di hai jane tamanna 

tumhare liye zindagi tumhare liye zindagi 

vada sang jine ka tum jane jigar kar lo

ham tum pe marte hain thodi si fikar kar lo 

fikar kar lo

kyo ki itna pyar tumko karte hain ham

kya jaan loge hamari sanam

kyo ki itna pyar tumko karte hain ham

kya jaan loge kya jaanoge kya jaan loge 

kya jaan loge hamari sanam

Explore this song