Roman script
kyon chalti hai pavan kyon jhume hai gagan kyon machalta hai mann na tum jano na hum na tum jano na hum kyon aati hai bahaar kyon lutta hai karaar kyon hota hai pyaar na tum jano na hum na tum jano na hum ye madhoshiyaan ye tanhaiyaan tasabur mein hai kiski parchhaiyaan ye bhiga samaan umangein jawaan mujhe ishq le ja raha hai kahaan kyon gum hai har disha kyon hota hai nasha kyon aata hai mazaa na tum jano na hum na tum jano na hum dhadakta bhi hai tadapta bhi hai ye dil kyon achanak bahakta bhi hai mahakta bhi hai chahakta bhi hai ye dil kya vafa ko samajhta bhi hai kyon milti hain nazar kyon hota hai asar kyon hoti hai sahar na tum jano na hum na tum jano na hum kyon aati hai bahaar kyon lutta hai karaar kyon hota hai pyaar na tum jano na hum na tum jano na hum
Song details
- Singer: Ramya
- Singer: Lucky Ali
- Film / album: Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
- Composer: Rajesh Roshan
- Lyricist: Ibrahim Ashq
- Actor: Hrithik Roshan
- Actor: Amisha Patel
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Farida Jalal
- Actor: Mohnish Behl
- Actor: Dalip Tahil
- Actor: Satish Shah
- Actor: Aashish Vidyarthi
- Actor: Tanaz Currim
- Actor: Vrajesh Hirjee
- Actor: Asha Patel
- Actor: Master Abhishek Sharma
- Actor: Johny Lever
- Actor: Payal Malhotra
- Actor: Ram Mohan
- Actor: Shama Deshpande
- Actor: Kamal Singh
- Actor: Rajesh Tandon
- Actor: Farhad Nathani
- Actor: Master Farzan Dastoor
- Actor: Irin
Song video
singer: Ramya, Lucky Ali
actor: Hrithik Roshan, Amisha Patel