Roman script

kyon baje hriday vina ke tar

murjhayi murjhayi man ki bagiya me

aayi bahar aayi bahar aayi bahar aayi bahar 

gaye chhod neh nate ko tod

gaye chhod neh nate ko tod

rahne do ye jhutha dular 

rahne do ye jhutha dular 

baj utha aaj dil ka sitar 

baj utha aaj dil ka sitar 

murjhayi murjhayi mann ki bagiya me

aayi bahar aayi bahar aayi bahar aayi bahar

kya ruth gayi ho pyari kya ruth gayi ho pyari 

tum bade nithur girdhari 

tum bade nithur girdhari 

ab maro na tano ki mar 

ab maro na tano ki mar 

murjhayi murjhayi mann ki bagiya me

aayi bahar aayi bahar aayi bahar aayi bahar

kyu chupi kunj me baahar kyu nahi aati 

kyu chupi kunj me baahar kyu nahi aati 

dil dharke ghanshyam dil dharke ghanshyam 

aati mai sharmati aati mai sharmati

na tarsao na tarsao

aayi bahar aayi bahar aayi bahar aayi bahar

Explore this song