Roman script

mai ik sawal puchu tumse mai ik sawal puchu tumse 

mujhko neend nahi aati aati ho ho ho ho 

mai chain se kabhi jo so sakti 

mai chain se kabhi jo so sakti 

tumhe iska matlab re matlab samjhati 

iska matlab samjahti 

mai ik sawal puchu tumse mujhko neend nahi aati 

ho ho ho ho mai chain se kabhi jo so sakti 

iska matlab ho matlab samjhati 

iska matlab samjahti 

tumse pyar kar liya ho ho 

tumse pyar kar liya dil ki baat maan ke 

hum to bairi ho gaye aap apni jaan ke 

aap apni jaan ke mai ik sawal puchu 

tumse ye rog tumne lagaya tha kyu 

kyu ho ho ho ho ilzam dene se pahle 

soch mujhe deewana tumne ho tumne banaya tha kyu 

deewana tumne banaya tha kyu

lut gaya karar bhi ho lut gaya karar bhi 

chain mera kho gaya badh gayi bechainiya 

jane ye kya ho gaya ho jane ye kya ho gaya 

mai ik sawal puchu tumse ye haal tera kaise hua 

hua ho ho ho ho mai nasamajh hu kuch bhi na jaanu 

tujhe ho kuch pata to pata to mujhko bata 

ho kuch pata to mujhko bata 

mai ik sawal puchu tumse mujhko neend nahi aati 

ho ho ho ho mai chain se kabhi jo so sakti 

iska matlab ho matlab samjhati 

iska matlab samjahti 

mujhko neend nahi aati mujhko neend nahi aati 

mujhko neend nahi aati mujhko neend nahi aati

Explore this song