Roman script
ab kyu man dhunde prem nadi ka kinara dubne wala dub chuka jab dubne wala dub chuka jab kya tinke ka sahara kya tinke ka sahara ab kyu man dhunde prem nadi ka kinara apno se bhi jhuth ka saya sabko dushman paya apno se bhi jhuth ka saya sabko dushman paya ham jiye to dukhi dunia me koi hua na hamara hum jiye to dukhi dunia me koi hua na hamara kyu man dhunde prem nadi ka kinara dubne wala dub chuka jab dubne wala dub chuka jab kya tinke ka sahara kya tinke ka sahara
Explore this song
- Singer: Surendra
- Film / album: Lal Haveli (1944)
- Composer: Mir Saheb
- Lyricist: Shams Lakhnavi
- Actor: Surendra
- Actor: Noor Jahan
- Actor: Ulhas
- Actor: Yakub
- Actor: Brijrani
- Actor: Vatsala
- Actor: Badri Prasad
- Actor: Gouri
- Actor: Kanhaiya Lal
- Actor: Meena Kumari