Roman script

jene se pahle marna kyu mane 
apne hi ghar mein darna kyu mane 
kyu mane 
chalne se pahle girna kyu mane 
jene se pahle marna kyu mane 
kisi ka intzaar nahi
na hi kisi se takraar 
ruke na hum jo is bar 
to kya kar lega ye sansar
jene se pahle marna kyu mane 
apne hi ghar mein darna kyu mane 
kyu mane 
jab duniya lage bekar 
dikhti ho jeet mein haar 
hosla bhi ho jaar jaar 
tab aana bhi is bar 
sunena dil ki jhankar 
ye jan paoge bas pyar hi pyar 
ye jane ye jane 
jene se pahle marna kyu mane 
apne hi ghar mein darna kyu mane 
kyu mane

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Nandini Srikar, Shaleen Sharma