Roman script

kyo dil ki kali muskaayi kaho ji 

hari bhari ummeede lekar mast jawaani ayi suno ji

kyo dil ki kali muskaayi kaho ji 

hari bhari ummeede lekar mast jawaani ayi suno ji

aasha seene mein balkhaye 

aasha seene mein balkhaye 

ulfat mein angdaayi 

ulfat mein angdaayi

aao sunaye man ki batiyaa 

aao sunaye man ki batiyaa

bhaag mein aur tanhai suno ji...

roop kahe mujhe loot le koi 

roop kahe mujhe loot le koi

julfe fire lehrayi 

julfe fire lehrayi

aankh bechaari lad lad haari 

aankh bechaari lad lad haari

uth na sake sharmaayi hato ji...

kyo dil ki kali muskaayi kaho ji 

hari bhari ummeede lekar mast jawaani ayi suno ji

laaz sharam mein rahe judaaai 

laaz sharam mein rahe judaaai

teeno hi dukhdaayi 

teeno hi dukhdaayi

hasi khel hai bhed jeevan ke 

hasne ko duniyaa banayi hato ji...

ghayal karke chhod diye dil 

ghayal karke chhod diye dil

chain ki loot machayi 

chain ki loot machayi

hans hans kar hi is duniya mein 

hans hans kar hi is duniya mein

hansi ne bijli giraayi bacho ji...

kyo dil ki kali muskaayi kaho ji 

hari bhari ummeede lekar mast jawaani ayi suno ji

Explore this song