Roman script

kyu dil humko de dala janab kahiye 

mai to hu diwana pahle aap kahiye

kyu dil humko de dala janab kahiye 

mai to hu diwana pahle aap kahiye

aye ji kya hume pata ye kaisi chhayi hai ghata

tere naino me khumar ki kah bhi daal dildar

kar baat ye bahar ki ke pahle pahle pyar ki

kya du jawab mai in bato ka kahiye

ji mai to hu diwana pahle aap kahiye

kyu dil humko de dala janab kahiye 

mai to hu diwana pahle aap kahiye

mai to ek na kahu ji chup chap hi rahu

sune jao jhum jhum ke jiya aaj ye kahe ki

yu hi dekhta rahe mera yaar ghum ghum ke

kya yahi hai tumhara insaf kahiye

ji mai to hu diwana pahle aap kahiye

kyu dil humko de dala janab kahiye 

mai to hu diwana pahle aap kahiye

kabhi khol ke jiya mai kah dalungi

piya ab to tera mera sath hai

jaldi kijiye zara ji mera koi faisla

uljhana buri baat hai

to kya hai dil se dil ka hisab kahiye

ji mai to hu diwana pahle aap kahiye

kyu dil humko de dala janab kahiye 

mai to hu diwana pahle aap kahiye

Explore this song