Roman script

kyo dare zindagi mein kya hoga

kyo dare zindagi mein kya hoga

kuch na hoga to tajruba hoga

kuch na hoga to tajruba hoga

kyo dare zindagi mein kya hoga

hasti aankho mein jhank kar dekho

hasti aankho mein jhank kar dekho

hasti aankho mein jhank kar dekho

koi aansu kahi chhupa hoga

koi aansu kahi chhupa hoga

kyo dare zindagi mein kya hoga

kuch na hoga to tajruba hoga

kyo dare zindagi mein kya hoga

in dino na ummeed sa hu main

in dino na ummeed sa hu main

shayaad usne bhi ye suna hoga

shayaad usne bhi ye suna hoga

kyo dare zindagi mein kya hoga

kuch na hoga to tajruba hoga

kyo dare zindagi mein kya hoga

dekhkar tumko sochta hu main

dekhkar tumko sochta hu main

dekhkar tumko sochta hu main

kya kisi ne tumhe chua hoga

kya kisi ne tumhe chua hoga

kyo dare zindagi mein kya hoga

kuch na hoga to tajruba hoga

kyo dare zindagi mein kya hoga

Explore this song