Roman script
kyo chhupate ho man ki baat kah bhi do beet jaye raat duriya kis liye dedo hatho me hath dil bhi tumhara hai ham bhi tumhare hai man me machalte arma hamare hai dekho sitare karte eshsare hai kar lo mohabbat kamsin najare hai kyo chhupate ho man ki baat kah bhi do bit jaye raat duriya kis liye dedo hatho me hath dil hai diwana kehna na mane rasmo kasmo ko pagal na jane jiddi bada hai jid pe ada hai aa jao aa bhi jao is ko manane kyo chhupate ho man ki baat kah bhi do bit jaye raat duriya kis liye dedo hatho me hath hamse mohbbat karte ho tum bhi ham jitna marte tum pe marte ho tum bhi ham ko pata hai dil janta hai tanhaiyo me aahe bharte ho tum bhi kyo chhupate ho man ki baat kah bhi do bit jaye raat duriya kis liye dedo hatho me hath dil bhi tumhara hai ham bhi tumhare hai man me machalte arma hamare hai dekho sitare karte ishare hai kar lo mohabbat kamsin najare hai
Song details
- Singer: Anuradha Paudwal
- Singer: Udit Narayan
- Film / album: Mann (1999)
- Composer: Sanjeev Darshan
- Lyricist: Sameer
- Actor: Sharmila Tagore
- Actor: Aamir Khan
- Actor: Manisha Koirala
- Actor: Deepti Bhatnagar
- Actor: Dalip Tahil
- Actor: Mushtaq Khan
- Actor: Neeraj Vora
- Actor: Anil Kapoor
- Actor: Rani Mukherjee
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Anant Mahadevan
- Actor: Sulabha Deshpande
- Actor: Yash
- Actor: Akash
- Actor: Jay
- Actor: Richa
- Actor: Shama Ghesawat
- Actor: Paresh Ganatra
- Actor: Mona Parekh
- Actor: Sheila Sharma
Song video
singer: Anuradha Paudwal, Udit Narayan