Roman script

kyon chhoda tumne

saath hamara jawaab do

kyon chhoda tumne

saath hamara jawaab do

khamosh kisliye ho

khudara jawaab do

kyon chhoda tumne

saath hamara jawaab do

kyon chhoda tumne saath 

wo dosti ke jispe

bahut naaz tha kabhi

wo dosti ke jispe

bahut naaz tha kabhi

ab kyun nahi hain

tumko gavaara jawaab do

kyon chhoda tumne

saath hamara jawaab do

kyon chhoda tumne saath

mausam bhi itni jaldi

badalta nahi to phir

mausam bhi itni jaldi

badalta nahi to phir

badla hai kaise rang tumhara

jawaab do

kyon chhoda tumne

saath hamara jawaab do

kyon chhoda tumne saath

kya mil sakega raahi

talab mein tumhe koi

kya mil sakega raahi

talab mein tumhe koi

hum jaisa koi aur

dobara jawaab do

kyon chhoda tumne

saath hamara jawaab do

khamosh kisliye ho

khudara jawaab do

kyon chhoda tumne

saath hamara jawaab do

kyon chhoda tumne saath

Explore this song