Roman script

kyu chamke bijuriya sawan ki

kyu chamke bijuriya sawan ki

yaad aaye hansi

yaad aaye hansi mohe saajan ki

ho saajan ki

kyu chamke bijuriya sawan ki

kyu chamke bijuriya sawan ki

main to kho gayi prem ki raaho me

piya tham le apni baaho me

main to kho gayi prem ki raaho me

piya tham le apni baaho me

piya tham le apni baaho me

main hosh me ab nahi aawan ki

main hosh me ab nahi aawan ki

yaad aaye hansi

yaad aaye hansi mohe saajan ki

ho saajan ki

kyu chamke bijuriya sawan ki

kyu chamke bijuriya sawan ki

kaahe kaliyo se liptu ghabrakar

kaahe phul ko chumu sharmakar

kaahe kaliyo se liptu ghabrakar

kaahe phul ko chumu sharmakar

kaahe phulo ko chumu sharmakar

ye baat nahi batlawan ki

ye baat nahi batlawan ki

yaad aaye hansi

yaad aaye hansi mohe saajan ki

ho saajan ki

kyu chamke bijuriya sawan ki

kyu chamke bijuriya sawan ki

Explore this song