Roman script

kya hua kya hua kuch to bol de 
arey kya hua kya hua kuch to bol de 
ab kya tere dil mein hain ye raaz khol de 
dil mein ik tufan hai milne ka armaan hai 
mushkil mein ab jaan hai 
kya hua kya hua kuch to bol de 
ab kya tere dil mein hain ye raaz khol de 
dil mein ik tufan hai milne ka armaan hai 
mushkil mein ab jaan hai 
sapno mein wo aaye sanso mein samaye 
neende wo churaye meri 
jisko apna mana wo to hai anjana
kaisi ye ajab aashiqi 
mujhe ye kya ho gaya 
kya hua kya hua kaha tu kho gayi 
kya hua kya hua kaha tu kho gayi 
achchhi khasi ladki thi haay pagal ho gayi 
dil mein ik tufan hai milne ka armaan hai 
mushkil mein ab jaan hai 
pagal ye nigahe usko hi bas chahe 
badhti jaye dil ki lagi 
kisko ye samjhau kaise batau
vo to hai meri jindgi 
aaye har pal yaad wo 
kya hua kya hua kyu bekraar hain 
kya hua kya hua kyu bekraar hain 
mana apne dilbar ka tujhe intzaar hai 

Song details