Roman script

kya kahu kya na kahu 

mere din se puchho 

meri raat se puchho 

kuch nahi kuch bhi nahi

chand se suraj se 

gardish me saiyaro se  

itna hi kah mujhse mohabbat ki hai

tum na jano kitne sawalo se ghira hu 

mai na janu kitne khayalo se bhara hu 

kuch nahi kuch bhi nahi 

itna hi kah mujhse mohabbat ki hai

zindagi ki doriya bandhi kaha kaha

kon kaise tut jaye jane kya jaha

dil me mere saikado tanhaiya chhupi

ajnabi, ajnabi chahne walo se ghira hu

kuch nahi kuch bhi nahi 

itna hi kah mujhse mohabbat ki hai

uljhi huyi dor se bandho na zindagi

khel na sholo se nahi koi dillagi

kahne ko to hotho pe aave hayat hai  

duniya ke diye

duniya ke diye zahar ke pyalo se bhara hu

tum na jano kitne sawalo se ghira hu

chand se suraj se 

gardish me saiyaro se  

itna hi kah mujhse mohabbat ki hai

kya kahu kya na kahu 

mere din se puchho 

meri raat se puchho

Explore this song