Roman script

kya zamana aa gaya kya zamana aa gaya

kya zamana aa gaya kya zamana aa gaya

rote rote rote rote rote rote

mushkurana aa gaya mushkurana aa gaya

kya zamana aag aya kya zamana aa gaya

khushiya tujhe mubarak ho gam saare mujhe mil jaye

khushiya tujhe mubarak ho gam saare mujhe mil jaye

hai ye dua tere dil mein pyar ki kaliya khil jaye

ji chahe mein wafa ka tujhe pesh karu nazrana

kya zamana aa gaya kya zamana aa gaya

kya zamana aa gaya kya zamana aa gaya

yaar tu kismat wala hai tujhko mila dildar tera

yaar tu kismat wala hai tujhko mila dildar tera

teri murade rab ne suni tujh ko mila hai pyar tera

apno ki mahefil mein main lagane laga begana

kya zamana aa gaya kya zamana aa gaya

kya zamana aa gaya kya zamana aa gaya

kitni mohabbat hai tujhse is duniya ko bata du main

kitni mohabbat hai tujhse is duniya ko bata du main

hai ye tamanna is dil ki yaar pe jaan luta du main

na tutega yaar tera mera yarana

kya zamana aa gaya kya zamana aa gaya

kya zamana aa gaya kya zamana aa gaya

Explore this song