Roman script

kya ye hi jawani hai 

kya ye hi jawani hai 

har din hai nikhra hua 

har din hai nikhra hua 

har raat suhani hai

kya ye hi jawani hai 

main gairo se kyun puchhu

main apno se kyun puchhu

main gairo se kyun puchhu

main apno se kyun puchhu

aaina jo kahta hai

aaina jo kahta hai

tu husn ki rani hai 

tu husn ki rani hai 

kya ye hi jawani hai 

kya kahu ke kaun aa kar

kya kahu ke kaun aa kar

sapno me bulata hai 

kya kahu ke kaun aa kar

sapno me bulata hai 

khulte hi meri aankhe 

khulte hi meri aankhe 

jane kahan jata hai

jane kahan jata hai

ye meri kahani hai 

ye meri kahani hai 

kya ye hi jawani hai 

jate huye bachpan se

aate huye yauvan se

jate huye bachpan se

aate huye yauvan se

dono se main kahti hu

dono se main kahti hu

ye dil ki nayi hai duniya

ye dil ki nayi hai duniya

ab kaise basani hai 

ab kaise basani hai 

kya ye hi jawani hai

kya ye hi jawani hai

Explore this song