Roman script

ja jake kaha minte faryaad karoge 

lo hamne tumhe dil diya kya yaad karoge 

ja jake kaha minte faryaad karoge 

lo hamne tumhe dil diya kya yaad karoge 

ja jake kaha minte faryaad karoge 

lo hamne tera dil liya kya yaad karoge 

kya yaad karoge kya yaad karoge 

kya yaad karoge kya yaad karoge 

ahsan yeh manoge tumhe samjha hai kabil

yeh apna zigar hai ke tumhe de diya yeh dil

ahsan yeh manoge tumhe samjha hai kabil

yeh apna zigar hai ke tumhe de diya yeh dil

jo kha ke taras tumpe yeh dil hume bhi na dete 

hairan pareshan se tanha yuhi firte 

ab khao kasam ab khao kasam isko na barbad karoge

lo hamne tumhe dil diya kya yaad karoge

ja jake kaha minte faryaad karoge 

lo hamne tera dil liya kya yaad karoge 

chodo bhi yeh jhagda azzi kis baat pe takraar

is umar ke is mod pe karte hai sabhi pyaar 

chodu bhi yeh jhagda azzi kis baat pe takraar

is umar ke is mod pe karte hai sabhi pyaar 

dil tumne liya hai or na humne diya hai 

sab karte hai jo hamne wohi kaam kiya hai

tum kadar meri tum kadar meri jane ke hi baad karoge 

lo hamne tera dil liya kya yaad karoge 

kya yaad karoge kya yaad karoge 

kya yaad karoge kya yaad karoge

Explore this song