Roman script

kya wajah thi tere jaane ki, phir laut ke na aane ki

aaye hai hawaye tujhe hai bulaye, yaad bulaye

kya wajah thi tere jaane ki, phir laut ke na aane ki

kya wajah thi tere jaane ki, phir laut ke na aane ki

yaad jo aaye tujhe hai bulaye

kuch na khabar hai tere aane ki, phir laut ke na aane ki

kya wajah thi tere jaane ki, phir laut ke na aane ki

saiyaa ye saiyaa, saiyya

kitne mousam gujre hai, hum yaad mai teri tadpe hai

chandni aa ke kehti hai, aate jaate kehti hai

haa de de sahara, bas ek nazara, kab tak yun tadpayega

kya wajah thi pyar jatane ki, phir laut ke na aane ki

hu itna bhi na socha tumne, baad tumhare jaane ke 

hum kaise jeeyenge, jaane jaan

nahi jeena mar jayenge 

itna bhi na socha tumne, baad tumhare jaane ke

hum kaise jeeyenge, jaane jaan 

nahi jeena mar jayenge, socho kya hoga hamara 

dil ne hai pukara, bin tere nahi jee payenge

kya wajah thi khwab dikhane ki, phir laut ke na aane ki

kya wajah thi khwab dikhane ki, phir laut ke na aane ki

kya wajah thi tere jaane ki, phir laut ke na aane ki

Explore this song