Roman script

kya tumne hai keh diya 

kya maine hai sun liya

tumhi kaho abb mai kahu kya

kya tumne hai keh diya

jabse mai aur tum paas aaye 

rasto me hain phulo ke saaye

ped jhume hawa gungunaaye 

koyi puchhe agar yeh kya hua

toh isko kahe koyi kya 

kya tumne hai keh diya 

kya maine hai sun liya 

tumhi kaho abb mai kahu kya

nila saagar hai nili ghataaye 

meherbaan hum pe hain yeh fijaaye

vaadiya baahe khole bulaaye 

koi puchhe agar yeh kya hua

toh isko kahe koi kya

kya tumne hai keh diya 

kya maine hai sun liya 

tumhi kaho abb mai kahu kya

Explore this song