Roman script

kya tumhe pata hai a gulshan

kya tumhe pata hai a gulshan, mere dilbar aane wale hai

kaliya na bichana raho me, hum dil ko bichane wale hai

ye pahali ka milna bhi kitna pagal kar deta hai

kuch kuch hota hai sanso me, par na jaanu kyu hota hai

baho me bhar ke vo humko, madhosh banane wale hai

kaliya na bichana raho me, hum dil ko bichane wale hai

kya tumhe pata hai a gulshan

masum adda andaj naya, phulo se hasi vo chehra hai

mere khyal ki vadi me, uska hi sirf basera hai

hum apne pyar ki ye barish, hum unpe barsane wale hai

kaliya na bichana raho me, hum dil ko bichane wale hai

kya tumhe pata hai a gulshan

kya tumhe pata hai a gulshan, mere dilbar aane wale hai

kaliya na bichana raho me, hum dil ko bichane wale hai

mere dilbar aaane wale hai, mere dilbar aaane wale hai

mere dilbar aaane wale hai

Explore this song