Roman script

dil kee bat labo pe laau 

aaja tujhko aaj bataau

kya tum mujhse pyar karte ho 

kya tum mujhpe dil se marte ho

ha kasam se kasam se ha kasam se 

kasam ki kasam kasam se

sanam ham janam janam se tumpe marte hai

kya tum mujhse pyar kartee ho 

kya tum mujhpe dil se marti ho

ha kasam se kasam se ha kasam se 

kasam kee kasam kasam se

sajan ham janam janam se tumpe marte hai

kya hota hai dil ka churana 

tune janam kaise jana

tu to hasina hai badi kamsin 

kaise aaya aankhe churana

kaliyo ne khilna kaise jana 

maujo ne milna kaise jana

solah savan sikha gaye hai

mujhko bhi to aankh churana 

mujhko bhi to aankh churana

kya chhup chhup didar karte ho 

mera intjar karte ho

ha kasam se kasam se ha kasam se 

kasam kee kasam kasam se

sanam ham kadam kadam intjar karte hai

ha kasam se kasam se

kab tak ham tumhe achchhe lagenge 

kab tak aankhe char karoge

bolo kab tak dil na bharega 

kab tak tum hame pyar karoge

lagatee ho tum itnee pyari

umar bhar tumhe dekha karenge

pyaar hai jab tak iss duniya me 

tab tak ham tum pyaar karenge 

tab tak ham tum pyaar karenge

ham pe aitbar karti ho 

kya tum ye ikraar karti ho

ha kasam se kasam se ha kasam se 

kasam kee kasam kasam se

sajan ham kadam kadam etabar karte hain

ha kasam se

Explore this song