Roman script

ya muhiddi hamko apna janiye

dost dusman ko jara pahchaniye

hoti hai nadan ye umare shabab

aye kuch bujurgo ka bhi kahna maniye

kya taklluf hai wallah kya taklluf hai wallah 

lijiye dil bismilla kya taklluf hai wallah

lijiye dil bismilla hind ki tum laila are wah

hind ki tum laila mai sehra ka majnu abdulla

kya taklluf hai wallah lijiye dil bismilla

kya taklluf hai wallah lijiye dil bismilla 

hind ki tum laila are wah

hind ki tum laila mai sehra ka majnu abdulla

kya taklluf hai wallah lijiye dil bismilla

sochiye mat ab jyada janeman jane jana

aapke abdulla ka hai ye pahla najrana

najrana najrana najrana hai ye pahla najrana

o yu na dekho ye abhi to itadda hai ulfat ki

aage aage dekhiye kya badle karwat afsana

aaj ki rat aayi hai jane kitni rato ke bad

aapne diwane ko haskar to dekha shukar allah

raz ki bate sare mahfil kisi se kya kahe

samne aa jayega sab hum abhi se kya kahe

hai nigehba wo allah lijiye dil bismilla

bismilla bismilla bismilla bismilla bismilla 

kya taklluf hai wallah kya taklluf hai wallah 

hind ki tum laila are wah hind ki tum laila

mai sahra ka majnu abdulla 

kya taklluf hai wallah lijiye dil bismilla

Explore this song