Roman script

piya piya

kya sunaaon, kya batau

kehna mushqil kitna chahu

ho kya sunau, kya batau

kehna mushqil kitna chahu

kya chhupau, kya dikhau

dil ke armaan kya ginau

itna hi bas jaanta hu

bin tere bejaan sa hu

aur kya mai kahu

aur kya mai kahu

kya sunau, kya batau

kehna mushqil kitna chahu

kehna bahut kuch chaahu

par tumse keh na pau

jaane me kyun ghabrau

kuch sochu, dar jaau

ho raha hai kya, naa jaanu

raato ko uth uth ke jagu

haatho ko apne utha ke

rab se bas tujhko hi maangu

aur kya mai kahu

kya sunau, kya batau

kehna mushqil kitna chahu

o piya piya piya

tune ye kya kiya

tore bina kahin laage na mora jiya

o piya piya piya

tune ye kya kiya

tore bina kahin laage na mora jiya

dekhun tujhe to jeena chahu

naa dekhu, jee naa pau

hothon pe tujhko aa sajaa lu

jab chaahu gungunau

meri har ik saans me tu

mere har ehsaas me tu

lab se jo kuch bhi mai bolu

mere har alfaaz me tu

aur kya mai kahu

aur kya mai kahu

aur kya mai kahu

aur kya mai kahu

kya mai kahu

kya mai kahu

Explore this song