Roman script

kya sochta hai ae dil 

kya sawal karta hai

ye pyar to sabhi ka bura haal karta hai

kya sochta hai ae dil 

kya sawal karta hai

ye pyar to sabhi ka bura haal karta hai

kya sochta hai ae dil 

jisne pyar kiya dil ka aitbaar kiya

ha jisne pyar kiya dil ka aitbaar kiya

usne to khud hi apna bas jeena dushwar kiya

pahle to dil lagake 

phir dard mitha pake kya kamaal karta hai

ye pyar to sabhi ka bura haal karta hai

kya sochta hai ae dil 

jata hai ek najar me dil ka sukun sara

jata hai ek najar me dil ka sukun sara

deta jo bekrari lagta hai wo hi pyara

kya hum bataye kaise 

mat puchho kaise kaise ye kamaal karta hai

ye pyar to sabhi ka bura haal karta hai

kya sochta hai ae dil 

kya sawal karta hai

ye pyar to sabhi ka bura haal karta hai

kya sochta hai ae dil 

kya sochta hai ae dil

Explore this song