Roman script

kya roop salona hai

kya roop salona hai kya mast jawani hai

kya roop salona hai kya mast jawani hai

itna to bata de tu 

itna to bata de tu kis desh ki rani hai 

itna to bata de tu kis desh ki rani hai 

itna to bata de tu kis desh ki rani hai 

kya tumse kahu mujhpe 

kya tumse kahu mujhpe kyun mast jawani hai 

kya tumse kahu mujhpe kyun mast jawani hai 

kya tumse kahu mujhpe kyun mast jawani hai 

is meri jawani me 

is meri jawani me panjab ka pani hai 

is meri jawani me panjab ka pani hai 

is meri jawani me panjab ka pani hai 

ithla ke tera chalna bal khake tera rukna 

ithla ke tera chalna bal khake tera rukna 

ye chaal teri janam 

ye chaal teri janam maujo ki rawani hai 

ye chaal teri janam maujo ki rawani hai 

ye chaal teri janam maujo ki rawani hai 

ithla ke na kyun niklu bal khake na niklu 

ithla ke na kyun niklu bal khake na niklu 

rag rag me abhi mere 

rag rag me abhi mere bijli ki rawani hai 

rag rag me abhi mere bijli ki rawani hai 

rag rag me abhi mere bijli ki rawani hai 

ye roop ye ranaai ye pyar bhari sokhi 

ye roop ye ranaai ye pyar bhari sokhi 

hai mahal naya lekin 

hai mahal naya lekin buniyaad purani hai 

hai mahal naya lekin buniyaad purani hai 

hai mahal naya lekin buniyaad purani hai 

kamjor wahi hogi jo chij nayi hogi 

kamjor wahi hogi jo chij nayi hogi 

majbooti usi me hai 

majbooti usi me hai jo chij purani hai 

majbooti usi me hai jo chij purani hai 

majbooti usi me hai jo chij purani hai 

khush rang kali ho ya khilta hua guncha ho 

khush rang kali ho ya khilta hua guncha ho 

bazar ki koi se 

bazar ki koi se ghar me nahi lani hai 

bazar ki koi se ghar me nahi lani hai 

bazar ki koi se ghar me nahi lani hai 

sab jaan ke bhi kuch log bazaro me firte hain 

sab jaan ke bhi kuch log bazaro me firte hain 

daulat bhi gawani hai 

daulat bhi gawani hai izzat bhi gawani hai 

daulat bhi gawani hai izzat bhi gawani hai 

daulat bhi gawani hai izzat bhi gawani hai 

shishe ke badan walo patthar ki ye nagri hai 

shishe ke badan walo patthar ki ye nagri hai 

yaha dard bhi sahna hai 

yaha dard bhi sahna hai aur chot bhi khani hai 

yaha dard bhi sahna hai aur chot bhi khani hai 

yaha dard bhi sahna hai aur chot bhi khani hai 

kyun fikr ho choto ki zakhmo se dare kyun hum 

kyun fikr ho choto ki zakhmo se dare kyun hum 

patthar ki hi nagri me 

patthar ki hi nagri me jab umr bitani hai 

patthar ki hi nagri me jab umr bitani hai 

patthar ki hi nagri me jab umr bitani hai 

kya roop salona hai 

kya roop salona hai kya mast jawani hai 

kya roop salona hai kya mast jawani hai 

kya roop salona hai kya mast jawani hai 

is meri jawnai me panjab ka pani hai 

kya roop salona hai kya mast jawani hai 

is meri jawnai me panjab ka pani hai

Explore this song