Roman script

kya rokegi 

kya rokegi duniya use jise pyar ho gaya ikrar ho gaya

pyar ka diwanapan sar pe swar ho gya hame pyar ho gya

ikrar ho gaya kya rokegi 

kya rokegi duniya use jise pyar ho gaya ikrar ho gaya

uthe nigahe uthane do rukti hai rahe rukne do

aata hai tufaa aane do sar pe qayamat jhukne do

kya rokegi 

kya rokegi duniya use jise pyar ho gaya ikrar ho gaya

hawa me itna dam hai kaha phul se banwara juda kare

aandhi me himmat hai kaha badal se bijali judaa kare

kya rokegi 

kya rokegi duniya use jise pyar ho gaya ikrar ho gaya

kaha khuda ne ae bando jiyo jaha tak pyar karo

pyar hai majhab pyar khuda pyar pe jaan nisaar karo

kya rokegi 

kya rokegi duniya use jise pyar ho gaya ikrar ho gaya

pyar ka diwanapan sar pe swar ho gya hame pyar ho gya

ikrar ho gaya

Explore this song