Roman script

kya raat hai wah wah, kya baat hai wah wah

kya raat hai kya baat hai wah wah 

wah wah wah wah

raat wat baat wat thik thak hai

raat wat baat wat thik thak hai

par thamega kaun mera hath re, wah wah

kya raat hai wah wah, kya baat hai 

wah wah wah wah wah wah

tu bhi hai akeli main bhi hu akela

raat bhi rangili hai , sath bhi hai rangila

tu bhi hai akeli mai bhi hu akela

raat bhi rangili hai , sath bhi hai rangila

ek raat ka to sath thik thak re

par main chahu jiwan ka sath re, re wah wah

kya raat hai wah wah, kya baat hai wah wah

kismat se jo bhi paye gharwali mere jaisi

bhule na phir kabhi wo seva karu main aisi

pakwan mera jo khaye ek bar akar

wo hath chatta hi reh jaye zindagi bhar

rang dhang ki to baat thik thak hai

par layega kaun baraat re, wah wah

kya raat hai wah wah, kya baat hai wah wah

maine to ek mard ko chaha tha jano dil se

socha tha uske sang me shadi banau mil ke

sari meri jawani uske hawale kardi

par wo kathor dil ka nikla bada bedardi

ankh nak thik thak hai

par ulte sar ki hai uski jaat re, wah wah

kya raat hai wah wah, kya baat hai wah wah

kya raat hai kya baat hai, wah wah wah wah 

haye haye haye jani

dekho ji dekho ji dekho, mujhe jani bola

isne mera pallu khicha, isne meri bah pakad li

isne mera pallu khicha, isne mujhe jani bola

Explore this song