Roman script

kya pila diya mujhe tune kya pila diya

kya pila diya mujhe tune kya pila diya

aag bujhane ke bahane dil jala diya

aag bujhane ke bahane dil jala diya

giya lara giya lara giya lara giya 

lara giya lara giya lara giya lara

laaj thi aankho me aaj hai masti

jhum uthi re dil ki basti

laaj thi aankho me aaj hai masti

jhum uthi re dil ki basti

yaad ne teri mujhe sab kuch bhula diya

yaad ne teri mujhe sab kuch bhula diya

aag bujhane ke bahane dil jala diya

aag bujhane ke bahane dil jala diya

giya lara giya lara giya lara giya 

lara giya lara giya lara giya lara

o jasuli o lachhuli o baruli o saruli

din ko bhi sapne dekhe ankhiya

bhar gayi mere tan me bijliya

din ko bhi sapne dekhe ankhiya

bhar gayi mere tan me bijliya

deke sahara mujhe tune dagmaga diya

deke sahara mujhe tune dagmaga diya

aag bujhane ke bahane dil jala diya

aag bujhane ke bahane dil jala diya

giya lara giya lara giya lara giya lara

giya lara giya lara giya lara na ji na

hoth jal gaye pyas vo bhari 

pike bhi sagar aag na bujhi

hoth jal gaye pyas vo bhari 

pike bhi sagar aag na bujhi

sholo se yu khelna mujhe kyo sikha diya

kya pila diya mujhe tune kya pila diya

aag bujhane ke bahane dil jala diya

aag bujhane ke bahane dil jala diya

giya lara giya lara giya lara giya lara 

giya lara giya lara giya lara

Explore this song