Roman script

kya mausam aaya hai, kya mausam aaya hai

purab se mastani purwai chali, khushabu se mehaki hai phulo ki gali

git gaye nadiya lehro me hai sargam

hai ghata diwani bundo me hai chham chham

mehlo ki rani dukh se begani lag jaye naa dhup tujhe

uda uda jau sabko batayu dhup lage hai chhav mujhe

mehlo ki rani dukh se begani lag jayey naa dhup tujhe

uda uda jau sabako batayu dhup lage hai chhav mujhe

kanto se ho jaye panv naa ghayal, kanto pe nachungi bandhke mai payal

ghar nahi hai yeh toh kutiya hamari hai

yeh teri katiya toh mehlo se pyari hai

kya mausam aaya hai, kya mausam aaya hai

purab se mastani purwai chali, khushabu se mehaki hai phulo ki gali

git gaye nadiya lehro me hai sargam

hai ghata diwani bundo me hai chham chham

kya mausam aaya hai, kya mausam aaya hai

behte pawan ke ujale gagan ke ji karta hai sath chalu

chikani dagar hai girne kaa dar hai tham ke tera hath chalu

dharti pe bikhre hai os ke moti, yeh teri boli toh sur naye piroti

dard kaa wo aangan mai chhod  ke aayi, kya tujhe jannat ki ronak nahi bhai

kya mausam aaya hai, kya mausam aaya hai

purab se mastani purwai chali, khushbu se mehaki hai phulo ki gali

git gaye nadiya lehro me hai sargam

hai ghata diwani bundo me hai chham chham

kya mausam aaya hai, kya mausam aaya hai

Explore this song