Roman script

kya maine aaj suna, ha maine tumko chuna

kya maine aaj suna, ha maine tumko chuna 

hai pyar hamse, ha jee kasam se 

hai pyar hamse, ha jee kasam se 

sunke huwa pyar mera dugana

kya maine aaj suna, ha maine tumko chuna

dil kitna khush hota hai tumse milke

hamko sunao kisse apne dil ke

har pal yeh japta rehta hai nam tumhara

tum bhi ho pyare dil bhi tumhara hai pyara

ho pyar amar hai phir kis kaa darr hai

git koyi dil ki dhun pe gunguna

kya maine aaj suna, ha maine tumko chuna

tumne payi khubi kya mujhme aisi

pariya bhi shayad nahi tumhare jaisi

mujhko hamesha yuhi chahoge kya

tum hi toh apna vada nibhaoge kya

tumko pata hai bolo na kya hai

mann hi mann koyi sapna maine hai buna

kya maine aaj suna, ha maine tumko chuna

hai pyar hamse, ha jee kasam se

sunke huwa pyar mera dugna

kya maine aaj suna, ha maine tumko chuna

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song