Roman script

koi aaye ya na aaye

apni baat ban jaye aisi sham aisi hawa

wo hai dur aur hum paas 

mehki khushaboo hai har saans

aisa mauka aur kahaan

dhadakta dil, jina ho gaya mushkil

dhadakta dil, dhadakta dil, dhadakta dil

kya main hu tere kabil dhadakta dil

koyi khel nahi lagta hai dar 

khatra hai har mod par

kya hoga abhi kya pata 

shaam dhali ab ho gayi raat 

chupke chupke se ye baat

kab hua kaise hua

dhadakta dil, kaha per hoga vo katil

dhadakta dil, dhadakta dil, dhadakta dil

yahi kahi hai vo shamil dhadakta dil

tum hasi aur main java 

hai mausam dhua dhua

chhodo tum ae jaane jaa, soch to hum hai kaha

karte nahi itni fikar jo bhi hona ho idhar

main to hu tumhare sath

koi dar nahi ab tere sang 

raat lai hai kitne rang

hum dono hai hath mein hath

dhadakta dil, tare karte hai jilmil

dhadakta dil, dhadakta dil, dhadakta dil

kar lenge hum duniya hasil 

dhadakta dil

tham ke ye dil bekarar, mauka aaya pahli baar

kehne ko tum mere ho

haan main karti hu ijhaar, mujhko tum se hi hai pyar

duniya dekhe dekhne do

dhadakta dil, tare karte hai jilmil

dhadakta dil, dhadakta dil, dhadakta dil

ye sama aisi mehfil 

dhadakta dil, dhadakta dil, dhadakta dil

dhadakta dil, dhadakta dil, dhadakta dil

Explore this song