Roman script

kya lutf hai jeene mein

kya lutf hai jeene mein

kyun judaa rahkar

haay saajan

saawan ke maheene mein

kya lutf hai jeene mein

kya lutf hai jeene mein

kya lutf hai jeene mein

saja sanwra hai

hota hai kahaan sajni ee

haay sajni

se juda bhanwra

phoolon se judaa bhanwra aa

tum nainon mein aa jaao

aao naa

main band karoon aankhen

tum dil mein samaa jaao

tum dil mein samaa jaao

nainon mein aa jaao

kya dil ne kaha dekho

tum tum na rahi sajni

main main na raha dekho

tum tum na rahi sajni ee

main main na raha dekho

kya lutf hai jeene mein

kya lutf hai jeene mein

haay saajan

haay sajni

tumse judaa rahkar

saawan ke maheene mein

kya lutf hai jeene mein

kya lutf hai jeene mein

Explore this song