Roman script

aaiye are aaiye na tasrif layiye

kamal hain pahli bar aye hain hamare ghar aap

aji pahli bar hua hain apse milap

kahiye kahiye na, kahiye kahiye kahiye na

kya lenge aap kuchh to lena padega

kya lenge aap kuchh to lena padega

khidmat ka moka hame dena padega

kya lenge aap kuchh to lena padega

kya lenge aap kuchh to lena padega

maykhane wali hain paimane wali hain

ankho ki lali hain najro ki pyali hain

kya lenge aap kuchh to lena padega

kya lenge aap kuchh to lena padega

dosti na sahi dushmani hi sahi 

kuchh to rista mere sath rakhiye

aap ki bat par sochungi kabhi 

aap pahle meri bat rakhiye

aise hi na jane dungi aisa na chalega

kya lenge aap kuchh to lena padega

kya lenge aap kuchh to lena padega

ham hain khuda ki tarah akele

aao aao na kyu ghabrate ho

kya hamse koi khata ho gayi

kuchh naraj najar ate ho

kya lenge aap kuchh to lena padega

khidmat ka moka hame dena padega

kya lenge aap kuchh to lena padega

kya lenge aap kuchh to lena padega

apna ghar janiye gair mat maniye

baithiye thoda aram kijiye

koi paigam hain, hamse kya kam hain

saf kahiye takaluf na kijiye

aise hi na jane dungi aisa na chalega

kya lenge aap kuchh to lena padega

kya lenge aap kuchh to lena padega

ane ki fursat mili bahut dino ke bad

par badi umar hain apki abhi kiya tha yad

apke bangle par aa gayi main agar 

kya karenge nahi ap khatir

dekhenge kuch yaha, milta hain kuch waha

jindagi ek soda hain akhir 

aise hi na jane dungi aisa na chalega

kya lenge aap kuchh to lena padega

kya lenge aap kuchh to lena padega

maykhane wali hain paimane wali hain

akho ki lali hain najro ki pyali hain

kya lenge aap kuchh to lena padega

kya lenge aap kuchh to lena padega

Explore this song