Roman script

kya kya najare dikhati hai ankhiya

kya kya najare dikhati hai ankhiya

kabhi hasati hai kabhi rulati hai 

kabhi diwana banati hai ankiya

kya kya najare dikhati hai ankhiya

kya kya najare dikhati hai ankhiya

ankhiyo ke hote hai dore gulabi 

ankhiyo ke hote hai dore gulabi

masti se dekhe to karde sharabi

jhuthi to ho jaye dil ki kharabi

jhuthi to ho jaye dil ki kharabi

rato ki nindiya udati hai ankhiya

rato ki nindiya udati hai ankhiya

kabhi hasati hai kabhi rulati hai 

kabhi diwana banati hai ankiya

kya kya najare dikhati hai ankhiya

dam bhar me hoti hai ankhiya parayi

dam bhar me hoti hai ankhiya parayi

apno se karti hai ye bewafai

dete hai naino ke mare duhai 

dete hai naino ke mare duhai

aisa nishana lagati hai ankhiya 

aisa nishana lagati hai ankhiya

kabhi hasati hai kabhi rulati hai 

kabhi diwana banati hai ankiya

kya kya najare dikhati hai ankhiya

kya kya najare dikhati hai ankhiya

dunia me rah kar dunia na dekhe ye kaisi majburi

hamko bhi koi aankhe de de karde aasha puri

majbur aise bhi hai jindagi me

jinko andhera mila roshni me

jinke gujarte hai din bekashi me

jinke gujarte hai din bekashi me

dar dar ki thokar khilati hai ankhiya

dar dar ki thokar khilati hai ankhiya

kabhi hasati hai kabhi rulati hai 

kabhi diwana banati hai ankiya

kya kya najare dikhati hai ankhiya

kya kya najare dikhati hai ankhiya

Explore this song