Roman script

kyaa kool hain hum, kyaa

kya kya kya kya kool hain hum

kyaa kool hain hum

kya kya kya kya kool hain hum

kyaa kool hain hum

aati ko hum rokte nahin

aur jaati ko tokte nahin

oh baby different hain style humare

durghatna koi ghatati nahi

koi saali patati nahi

gardish me kuch chal rahe hai apne sitare

pyar mein tere pagalaat ho gaye hum

thande the pehle ab hot ho gaye hum

mummy chahti thi chand sa beta

mummy dady ki bhool hain hum

kya kya kya kya kool hain hum

kya kool hain hum

kya kya kya kya kool hain hum

kya kool hain hum

mastiyaan karne ko dil ye kare

ab bhala hum kyun kisi se dare

apni marzi ke maalik hain

bachche nahi hum baalik hain

kal raat shayad tu soi nahi hai

aaja tu ghar mere koi nahi hai

pehle dikhte the hum sidhe saadhe

ab bloody fool hain hum

kya kool hain hum, kya kool hain hum

kya kool hain hum, kya

befikar jeene ka aaya hai mazaa

har taraf hai khumari ik nasha

sharam zaraa bhi humko nahi

na hai khabar kya galat sahi

thode se natkhat thode se shaatir

duniya bhi chhod de pyaar ki khatir

yaaron ki yaari life humari

na koi tension na gham

kya kya kya kya kool hain hum

kya kool hain hum

kya kya kya kya kool hain hum

kya kool hain hum

kya kool hain, kya kool hain

kya kool hain hum, hum me bada hai dum

kya kool hain, kya kool hain

kya kool hain hum, hum me bada hai dum

Explore this song