Roman script

ek baat aayi hai aate aate ek baat aayi hai aate aate

ki socha kah du jate jate ki socha kah du jate jate 

or chhata bhi hu kah du yahi kah du bolo

halaki lakin mager hoya kuch nahi

halaki lakin mager hoya kuch nahi

lekin kintu parntu kya karu mujhko time nahi

kya karu mujhko time nahi dekho pyar karo tum aisa aa aa

pyar karo tum aisa duniya karti hai jaisa

mera matlab hai ki aisa tum samajh gaye na kaisa

ek duje ko lo tum  janch

pyar pe dekho dekho aaye na aanch

arey arey char bajne me panch mar gaye

arey or bhi mai samjhta yahi arey or bhi mai samjhta yahi

or bhi mai batlata yahi halaki lakin mager hoya kuch nahi

lekin kintu parntu kya karu mujhko time nahi

kya karu mujhko time nahi

arey bhai ek or kahani yaad aa gayi ek or kahani yaad aayi

ek choti si khani thi ek raja ek rani thi ek choti si khani thi

ek raja ek rani thi rani ki nani thi ek aankh se vo kani thi

aankh se jo kani thi nani nani kani kani kani nani thi

arey kuch bhi thi to kya hua mager bindas yahi kahti thi

kahti thi vo ek hi bat pyar me rakhna hatho me hath

ha hatho me hath arey panch bajne me saat

mar gaya mera baap arey or bhi mai samjhta yahi

arey or bhi mai samjhta yahi or bhi mai batlata yahi

halaki lakin mager hoya kuch nahi

lekin kintu parntu parntu parntu

kya karu mujhko time nahi kya karu mujhko time nahi

arey ye dono premi kaha chale gaye

Explore this song