Roman script

kya karun main confused hun main

kya karun main confused hun main

sapno aur hakikato me ji raha hun

jo nahi tha chahta wo kar raha hun main

sapno aur hakikato me ji raha hun

jo nahi tha chahta wo kar raha hun main

fas gaya ulajh gaya main kis bawal me

he kya karun main confused hun main

kya karun main confused hun main

duniya jaaye chand pe mujhe hai kya padi

mujhe hai kya padi ke kya bajati hai ghadi

duniya jaaye chand pe mujhe hai kya padi

mujhe hai kya padi ke kya bajati hai ghadi

aankh khol sou ya ke nind me chalun

sou jaagu jaagi sou sota hi rahu

apni marji ka maalik hun har haal me

kya karun main confused hun main

kya karun main confused hun main

roj das se paanch apni lag gayi hai watt

chahta tha jindgi me thaat sirf thaat

roj das se paanch apni lag gayi hai watt

chahta tha jindgi me thaat sirf thaat

log mujhko kahte hai ke main hun aalsi

kaam pe hai masti karna meri policy

kaam waam faltu mere khyaal me

kya karun main confused hun main

sapno aur hakikato me ji raha hun

jo nahi tha chahta wo kar raha hun main

sapno aur hakikato me ji raha hun

jo nahi tha chahta wo kar raha hun main

fas gaya ulajh gaya main kis bawal me

Explore this song