Roman script

kya karte ho koi dekh lega 

kya karte ho koi dekh lega

dekhne do koi kya kar lega 

dar lagta hai chodhwa saal hai 

jhuth naa jhuth naa bolo solwa saal hai 

kyu phir itni doori kyu phir itni doori 

dil ka mamla hai dil ka mamla hai 

doori abhi jaroori dil ka mamla hai 

chalo jheel me nahaye kachua kaat lega 

jhadiyo me chup jaye bichua kaat lega  

chalo jheel me nahaye kachua kaat lega 

jhadiyo me chup jaye bichua kaat lega  

who dekho phool pe bhawra kya karta hai 

tum jaisa premi hai roop ppe marta hai 

jabhi dekho phool ke pass gumta hai 

aao batao bhawra phool ko kaise chumta hai 

samjho tum majboori dil ka mamla hai 

doori abhi jaroori dil ka mamla hai

us parwat par jo mandir hai 

us parwat par jo mandir hai 

ek gufa uske ander hai 

ek bhut waha par rahta hai 

premiyo ko kuch nahi khata hai 

hm hai premi kaise batlayege 

ek dooje se leepatjayege 

hansrat karege puri hansrat karege puri 

doori abhi jaroori dil ka mamla hai

Explore this song