Roman script

Mann ye khaali-khaali saa lage

Bujhte dum saa..

Subah chaahe jitna bhi marham rakhe

Rehta kam saa

Chalne ke siva kya karein

Zindagi ka nibaah kya karein (x2)

Bachpan mein sau baar humne suna

Bholi si duniya..

Jaana jo seene ke paar hui

Goli si duniyaa.. 🙁

Explore this song