Roman script

kya kahu kaise kahu kisse kahu 
hui aankhe diwani meri 
hui aankhe diwani meri 
kya kahu kaise kahu kisse kahu 
hui aankhe diwani meri 
hui aankhe diwani meri 
aag uthati hai mere tan me 
kuch soch rahi hun man me 
aag uthati hai mere tan me 
kuch soch rahi hun man me 
mere galo pe chhai hai lali
mukh dekhu jabhi darpan me 
kya hua kaise hua kab se hua 
kahu kisse kahani meri
kahu kisse kahani meri 
kya kahu kaise kahu kisse kahu 
hui aankhe diwani meri 
hui aankhe diwani meri 
meri aankho ka dekho kajal 
jaise aaye gagan se badal 
meri aankho ka dekho kajal 
jaise aaye gagan se badal 
meri chal me aisa jadu 
bajati hai chhama chham payal 
kya kaha kaise kaha kisne kaha 
bhai bairan jawani meri 
kya kahu kaise kahu kisse kahu 
hui aankhe diwani meri 
hui aankhe diwani meri 
mere hontho pe rash ka pyala 
dil mujhse na jaye sambhala 
mere hontho pe rash ka pyala 
dil mujhse na jaye sambhala 
tere prem me dar dar bhatku 
kase tune ya jadu dala 
ye ghadi prit badhi bit gayi 
bachpan ki nishani meri 
bachpan ki nishani meri
kya kahu kaise kahu kisse kahu 
hui aankhe diwani meri 
hui aankhe diwani meri

Song details

singer: Dilraj Kaur, Kavita Krishnamurthy, Alka Yagnik