Roman script
kya janu sajan, hoti hai kya gham ke sham jal uthe sau diye, jab liya tera naam kya janu sajan, hoti hai kya gham ke sham jal uthe sau diye, jab liya tera naam kya janu sajan jab se mile najar mathe pe ban gaye bindiya nayan tere dekho sajna jab se mile najar mathe pe ban gaye bindiya nayan tere dekho sajna dhar li jo pyar se mere kalaaiya piya tere ungliya ho gai kangna kya janu sajan, hoti hai kya gham ke sham jal uthe sau diye, jab liya tera naam kya janu sajan kanto me mai khadi naino ke dwar pe nis din bahar ke dekhu sapne kanto me mai khadi naino ke dwar pe nis din bahar ke dekhu sapne chehre ke dhul kya chanda ke chandni utare toh reh gai mukh pe apne kya janu sajan, hoti hai kya gham ke sham jal uthe sau diye, jab liya tera naam kya janu sajan, hoti hai kya gham ke sham jal uthe sau diye, jab liya tera naam kya janu sajan, hm hm hm hm
Song details
- Singer: Kavita Krishnamurthy
- Film / album: Dil Vil Pyar Vyar (2002)
- Composer: R D Burman
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actor: Jimmy Sheirgill
- Actor: Namrata Shirodkar
- Actor: Hrishita Bhatt
- Actor: R Madhavan
- Actor: Sanjay Suri
- Actor: Sonali Kulkarni
- Actor: Rakesh Bapat
- Actor: Riya Sen
- Actor: Gulshan Grover
- Actor: Bhavna Pani
- Actor: Asrani
- Actor: Dipannita Sharma
- Actor: Tom Alter
- Actor: Gufi Paintal
- Actor: Joy Fernandes
- Actor: Murli Sharma
- Actor: Kiran Kumar
- Actor: Tiku Talsania
- Actor: Reeta Bhaduri
- Actor: Mahabanoo Mody-Kotwal
- Actor: Viveck Vaswani
- Actor: Anant Mahadevan
- Actor: Mini Mathur
- Actor: Kamini Khanna
Song video
actor: Jimmy Shergill, Namrata Shirodkar, Riya Sen