Roman script

kya hua tujhe kya hua tu kaha kaha khoya hua
hotho ka sahad aankho ki sharab tere liye hai
pile re pile pile re pile
kya hua tujhe kya hua tu kaha kaha khoya hua
rat ki sari masti apni baho me bhar bhar le
dekhne walo ke hosh ud jaye pike wo hal karle
julfo ki mahak chehre ka chamak tere liye hai
jile re jile pile re pile
kya hua tujhe kya hua tu kaha kaha khoya hua
paresan paresan badan ye mera 
tere liye hai meri jan
kal ye jawani hogi kaha der na karna
mane tu agar sari ye umar tere liye hai
pile re pile pile re pile
kya hua tujhe kya hua tu kaha kaha khoya hua

Song details

Song video

Watch on YouTube