Roman script

kya hua kya hua 

kya hua maine agar ishq ka izhar kiya

aapse pyar kiya

kya hua kya hua 

kya hua maine agar ishq ka izhar kiya

aapse pyar kiya

aapne kyu mujhe ruswa sare bazar kiya

khub ye pyar kiya

kya hua kya hua 

kya hua maine agar ishq ka izhar kiya

aapse pyar kiya

aapne kyu mujhe ruswa sare bazar kiya

khub ye pyar kiya

pyar hi ek junun hume malum na tha

ishq me hota yu hume malum na tha 

jadugar tera fusu hume malum na tha

mar doge hume yu hume malum na tha 

hai khata hai khata aapki fir husn pe kyu war kiya

khub ye pyar kiya

kya hua kya hua 

kya hua maine agar ishq ka izhar kiya

aapse pyar kiya

aapne kyu mujhe ruswa sare bazar kiya

khub ye pyar kiya

ho gaye tujhpe fida teri aankho ki kasam

yahi manjil hai meri teri julfo ki kasam

tune sikhi na wafa tere wado ki kasam

hume aaye na yakin teri bato ki kasam

humne kyu humne kyu muft me dil ko gunehgar kiya

haye kyu pyar kiya 

kya hua maine agar ishq ka izhar kiya

aapse pyar kiya

aapne kyu mujhe ruswa sare bazar kiya

khub ye pyar kiya

Explore this song