Roman script

kya hua kyun hua, kuch pata nahi

zindagi hai juwan aur kuch nahi

kal kya na hoga jaane, koi bhi yahan

phir bhi na jaane kyun ye, bante hain khuda

main hi main hoon, aasmaan tak

main hi main zameen hoon

main hi raakh hoon, main hi roshan

main hi aag bhi hoon

kaisa bhi ho, laut ta hai, waqt ki hai kahani

ro rahi hai meri dhadkan, sun rahi hai zubaani

dekho na aage kya hai, kisko hai pata

phir bhi na jaane kyun ye, bante hain khuda

Explore this song