Roman script

kya hoga kyu hoga hamne kabhi nahi socha hai

kya hoga kyu hoga hamne kabhi nahi socha hai

jo ho gaya jo kho gaya 

wapis kabhi wo nahi lauta hai

jo hai abhi sach hai wahi

bita hua sapno ka jhoka hai

arey kya hoga kyu hoga hamne kabhi nahi socha hai

kya hoga kyu hoga hamne kabhi nahi socha hai

jab tak ye sanse chalti hai 

dunia kyu aahe bharti hai

sab gum bhula ke

masti me aake gao re gao

jab tak ye sanse chalti hai

dunia kyu aahe bharti hai

sab gum bhula ke

masti me aake gao re gao

hum to jiye haste hue

jab bhi mila hame mauka hai 

hum to jiye haste hue 

jab bhi mila hame mauka hai

kya hoga kyu hoga hamne kabhi nahi socha hai

kya hoga kyu hoga hamne kabhi nahi socha hai

dunia me jo bhi aaya hai 

sukh dukh wo sath yaha laya hai

is zindagi ki raho me bikhri

dhup kahi to chaya hai

dunia me jo bhi aaya hai 

sukh dukh wo sath yaha laya hai

is zindagi ki raho me bikhri

dhup kahi to chaya hai

hum to jiye haste hue

jab bhi mila hame mauka hai

hum to jiye haste hue

jab bhi mila hame mauka hai

kya hoga kyu hoga hamne kabhi nahi socha hai

kya hoga kyu hoga hamne kabhi nahi socha hai

jo ho gaya jo kho gaya 

wapis kabhi wo nahi lauta hai

jo hai abhi sach hai wahi

bita hua sapno ka jhoka hai

kya hoga kyu hoga hamne kabhi nahi socha hai

kya hoga kyu hoga hamne kabhi nahi socha hai

Explore this song