Roman script

kya ho gaya hai kyun ho gaya hai
dil dhadke hai kyun bhadke hai
kaisi ye bechaini hai ho ho ho 
aaj naa jaane kaisi agan lagi hai
bin tere ab kahi chain nahi hai 
aaj naa jaane kaisi agan lagi hai
bin tere ab kahi chain nahi hai 
ghabara gaya main, ghabara gaya main 
kya ho gaya hai kyun ho gaya hai 
dil dhadke hai kyun bhadke hai
kaisi ye bechaini hai ho ho ho 
sapno mein tu hai bas tu hai mere jaanu 
maano ya naa maano tujhe apna main maanu 
sapno mein tu hai bas tu hai mere jaanu
maano ya naa maano tujhe apna main maanu 
dil nahi todna mujhe nahi chhod na
kya ho gaya hai kyun ho gaya hai
dil dhadke hai kyun bhadke hai
kaisi ye bechaini hai ho ho ho 
majnu ne laila se jo kiya tha waada 
yaar mere sunle mera bhi ye irada 
saanso mein tu hai mere dhadkan mein tu hai
jaha jaha jaau teri surat wahi hai 
baaho mein tu aaja dil mein sama ja
kya ho gaya hai kyun ho gaya hai
dil dhadke hai kyun bhadke hai
kaisi ye bechaini hai ho ho ho
kya ho gaya hai kyun ho gaya hai
dil dhadke hai kyun bhadke hai
kaisi ye bechaini hai ho ho ho

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Baba Sehgal, Hema Sardesai